Saturday, March 13, 2010

  • Badsha
  • Kisi molak ka badshah fot ho gya is ka janaza bohot dhoom dham se utha to ye dekh kar aik admi ne kaha. “kaash aaj badshsh salamat zinda hote to apnr janaze ki shaan or shokat dekh kar kis kadar kush hote.

  • Aik dost dosre se”makhi or machar main kya fark hay. Dosra dost makhi moayne karti hay,or machar teka lagata hay.

Kehrat

  • Kisi shaks se aik admi ne pocha”ap kehrat kis tarhan dete hain Is ne kaha”hum aik dayra bana kar bech main aik lain khinch kar apna ropya upar ki taraf uchal dete hain jo dayein janab girta hay hum khud rakh lete hain or jo bayein taraf girta hay who hum kherat ke tor par fakiron main bant dete hain”. Aik

  • bohot maha kanjoos shaks se jab ye sawal pocha gyato is ne kaha. “hum apna ropya upar uchal dete hain jo upar reh jaye who Allah ke naam par or jo nechy reh jaye who khud rakh lete hain.

Ustaad

  • Aik ustaad bachy ko parha raha tha.unho ne bachy se pocha. “kya aapne urdu ki katab ka ka nowan baab parh lea hay?” ye sun kar class ke tamam bacho ne hath utha liye.ustaad bole,naliko kune jhoot bolte ho urdu ki katab main to sirf 8 baab hain.

0 comments:

Post a Comment