Wednesday, May 5, 2010

Khamoshi

Teri khamoshi pe khatak jana teri hansi per hans jana
Teri tarap per tarap jana meri muhabbat bas aise hi hain:)


Nigah Azal

Nigah Azal sy pyasi hai or kuch b nhi
Sari Dunia hi khafa si hy or kuch b nhi
Gham-e-jana hy Na gham-e-dunia"Ghalib"
Aik bay naam udasi hy or kuch b nahi.


Hum na Hote

Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Varna pathro ko tajmahal kaun kehta

Tere Sajde

Tere Sajde kahin Tuje Kaafir Na Kar Den INSAN
Tu Jhukta kahin Or Hy Or Sochta Kahin or
(ALLAMA IQBAL)

Nahi Hai Humara

Nahi hai humara haal kuch tumhare haal se alag ~Faraaz~...
bas farq itna hai ke tum yaad karte ho our hum bhool he nahi pate...!!!

0 comments:

Post a Comment