Tuesday, April 13, 2010

Fakhar AhmedApril 9 at 3:37pm Reply

~*~Kon Is Raah Se Guzarta Hai~*~
~*~Dil Yunhi Intezar Karta Hai~*~

~*~Dekh Kar Bhi Na Dekhnay Walay~*~
~*~Dil Tujhe Dekh Dekh Darta Hai~*~

~*~Shehair-e-Gul Main Katii Hai Saari Raat~*~
~*~Dekhain Din Kahan Ghuzarta Hai~*~

~*~Dehaan Ki Sidiyoon Pe Pichle Pair~*~
~*~Koi Chupke Se Paoon Rakhta Hai~*~

~*~Dil Tu Mera Udass Hai "Mohsin"~*~
~*~Shehair Kion Sayeen Sayeen Karta Hai~*~

Sinober Malik April 9 at 3:59pm Reply

1 yahodi ne 1 buzurg se kaha
k tumhra ALLAH nazar q nahi aata
to buzurg ne farmaya k tum suraj ko gour se dekho to Us ne kaha me is ko nahi dekh sakta
To buzurg ne farmaya k tum suraj ko to dekh nahi sakte to suraj banane wale ko kese dekh sako ge
"SUBHAN ALLAH"

Apni Dharkano Se Kuch Aisay Mera Naam Lo
Ye Waqt Ruk Jaye Is Lamhay Ko Thaam Lo

Teri Aankhon Mein Jhalak Hai Asi Merey Pyar Ki
Saahil Pe Jesey Dhalti Haseen Shaam Ho

Lafzon Se Hota Nahi Izhaar Humse Pyar Ka
Bas Meri Aankhon Mein Dekh Kar Khud Ko Pehchaan Lo

Jesey Tarasta Hein Sehra Shabnam K Choonay Ko
Kabhi Wese RAB Se Tum Bhi Mujhey Maang Lo…

we All are Umat e Muslima


Amer Ullah April 6 at 3:33pm Reply

Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay,
De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay,

Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon,
Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay,

Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI,
Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay,

Tu Agar Dil pay Meray Hath hi Rakh De to,
Toot’ti Saans Bhi Kuch Dair SANBHAL Jati hay,

Zakhm Bharta hi Nahi Teri JUDAAI ka Magr,
Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..

0 comments:

Post a Comment