bhaley kuch bhi parey krna magar aisa nahi krna!
Khabar kya kiss gharhi wo raakh kr daaley tere sapney!
yunhi jaltey shararon se kbhi khela nahi krna!
Na ho aisa k yaaden rooh ka sartaan ban jyen!
kbhi hadd se zyada yun usse socha nahi krna!
Mohabbat mein shikayat ka kahan dastoor hota hai!!
Gilla kr k mohabbat ko kbhi ruswa nahi krna!
Kahin aisa na ho woh apni manzil ka nishaan kho de!
Doli me jaao to, ek baar rukkar picche dekh lena.
Jise **** chale ho yahan, uske bare me soch ke dekh lena.
Hath na aaya mujhe humare pyar ka ek bhi panna,
Apni us kitab ko ek baar padh ke jaroor dekh lena.
Log to aate jaate rahnge, hum na aayenge phir se,
Munkin na ho laut kar aana, to chaand ko chupte dekh lena.
Tum ab khush raho, yahi dua karte hain dil se,
Jab karvat badlo raat me, chaadar ki salvat me hume dekh lena..
Har khusi har chahat tumhe mubarak ho sanam,
Mere liye koi dua na de sako, to apne gam hi de dena..
Na jaane kis mod pe mulakat ho usse, kya kabhar,
“Rashid” ki to ab aadat hai, chupchap gamon ko chupa lena..
(¯`v´¯)
`*.¸ .*´¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸ .•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•. RASHID SHEIKH
0 comments:
Post a Comment