Amer UllahMarch 26, 2010 at 4:04am
Subject: Juma mubarik
(Jab tum kisi ko dost banao to apne dil mein aik qabristan bana lo jahan tum uski buraiiyan... aur raaz dafna sako Prophet Muhammad PBUH ---
Acha dost kitni dafa hi kyun na ruth jaye ussey mana lena chahiyeh kyun ke tasbeeh ke daney kitni dafa hi kyun na bikher jayein chun liye jatey hein Hazrat Ali (AS)
Amer UllahMarch 26, 2010 at 3:54am
Subject: A.O.A
Sadqa (charity) jab apne malik ke hath se nikalta hai to Uss waqt 5 jumley kehta hai 1. Main faani maal tha tu nay mujhe baqa di 2. Main tera dushman tha ab tu nay mujhe apna dost bana liya 3. Aaj say pehlay tu meri hifazat karta tha ab mein teri hifazat karoun ga 4. Main haqeer tha tu nay mujhe azeem bana diya 5. Pehlay mein tere hath mein tha ab mein khuda ke haath mein hun Prophet Muhammad PBUH--
0 comments:
Post a Comment