Monday, March 15, 2010

Ulfat
~*~Ham Ne "ULFAT" Ka Bharm Sab Se Juda Rakha Hai..

Goya Seene Mein Tujey "DIL" Ki Jaga Rakha Hai..

Dil Ye Chahey Ke Tu Kabi "BADNAAM" Na Ho..

Dekh Zikr Tera Ha Magr Naam Chupa Rakha Hy..

Mery Jis Hath Sy Kia Tha Tu Ny "MUSAFA"

Dhoya Hi Nahi Honton Sy Laga Rakha Hy..

Ab Hum Samjhe Tery "RUKHSAR" Py Till Ka Matlab..

"DOULT-E-HUSN" Pe Darban Bitha Rakha Hy..

"JUDA" Ho Gaye Hain To Phir Kia Howa..

Teri Tasweer Ko Seeny My Saja Rakha Hy..


poetry of the day!!




mughe aaroo-e-sahar rhi yunhi raat bhr bari dair tk,

na bikhar ska na simat ska yunhi raat bhr bari dair tk,

hai buhat azaab or akely hum shab-e-ghum b mery taweel tar,

rahi zandi b sraab or rahi aankh tar bari dait tk,

yahan har taraf hy alag sama,

sabhi khud pasand sbhi khud numa,

dil e beqrar ko na mila kohi chaara gar ab...i dair tk,

mjay zndgi hai aziz tar isi wastay meray hamsfr,

mujay qtra qtra pila "zera" jo kry asar bari dair tak



Posted by Tahir Sharif



Amer Ullah sent a message to the members of AMER THE NEW POET(=_=).


(no subject)
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya












Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya……!! !!



0 comments:

Post a Comment