Sunday, April 11, 2010


Ustaad

Ustaad”Akbar Badsha kab peda hoa or kab wafat pai?”Shagird”muje nahi pata”.Ustaad“apni tarekh ki katab main dekho”.Shagird”1605-1549”. Ustaad “tum ne ye pehly kune nahi parha”Shagir”main samja ke ye in ka telephon number hay”


Kuta


Aik makha or makhi film dekh kar canema se bahir aye.thori or dor pedal chalne ke bad makha ne makhi se pocha.
Begam”pedal chalein ya kuta kar lain.

Kanjoos

Aik kanjoos admi ne apne bachon se kaha “jo raat ka khana nahi khaye ga main us ko 1 ropya dun ga” sab bache 1 rope ki khatar bhoke so gye. Subha nashte ke waqt in ke baap ne sab ko aik aik ropya diya or phir bole “nashta is ko mile ga jo aik ropya wapis kare ga.

0 comments:

Post a Comment