Kaash
kaash wo nagme humein sunaye na hote,
aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote,
agar is tarah bhul jaana hi tha,
to itni gehrai se dil mein samaaye na hote..
Shikwa nahe
"Shikwa nahi kisi se, Kisi se gila nahi
Naseeb mein nahi tha jo hum ko mila nahi,
tou mil sakka na hum ko tasali tou mil gai,
aai bahar shakh pey kali bhi khil gai,
arman tha humko jis ka wo gul khila nahi,
naseeb mein nahi tha jo hum ko mila nahi,
yadoun ki jhilmalati parchayoun ke din,
kutttay nahi hein hein tanha tanhaion ke din,
Hai chahtoun ka dilkash abb silsala nahi,
Naseeb mein nahi tha jo hum ko mila nahi,
Wafa krogay
0 comments:
Post a Comment