Wednesday, February 24, 2010

Muhammad Ayaz

Koi to ho jo mere man me bas jay FARAZ...........jo bhi milta hai patli gali se guzar jata hai


Me Sad

To members of Doo Chaar Wafain


Wasif Naqvi February 24 at 3:25am Reply

Aankhon main aansuon ki Haqeeqat na poochta
Aye kaash mujh sy wo meri Halat na poochta

Ab maine us sy Usko talab ker liya to kya
Wo bhi to mujh sy meri Zarurat na poochta

Wo mujh ko aazmata kisi or tarhan sy
Kitni hy mujhko us sy Mohabbat na poochta

Faraz ager wo jaan jata dil k muamlay
Tujh sy kabhi bhi Waja-e-Mohabbat na poochta.

0 comments:

Post a Comment